Monday, February 26, 2007

Kabhi socha na tha

Jindgi itni mehrbaan hogi, kabhi socha na tha
khawab bhi kabhi hakiquet honge,kabhi socha na tha
mugh per iss kadar pyar ki barshat hogi,kabhi socha na tha
main to deewana hoon , tu bhi meri deewani hogi,kabhi socha na tha
tu merey itni paas hogi ,kabhi socha na tha
woh ek lamha hazar baar jeene ki tammana hogi ,kabhi socha na tha
jindgi se mughko itni mohabat hogi,kabhi socha na tha
sochta hoon agar tu meri jindgi mein na hoti to kye hotakyemeri jindgi mein yeh suhana ehsaas hota
nahi...bus tugh se hi meri jindhgi mein bahar haibus aur kye kehu, tu hi meri jindgi ,tu hi mera pyer hai
yakeen hai tu ek roj meri hogikhuda ki bhi mugh se wada haibanday teri yeh aarju jaroor poori hogi...

No comments: