Monday, February 26, 2007

Tera Deewana

aachey
thay jab apne liya jeeta thay
apne gam mein gamgeen
apni khushi mein mast rehaty thay
pyar,mahobat
yeh sab kye hai
iss se anjan hi rehaty thay
magar bure phense hai
jega hai jab se
yeh roag
kehaty hai ishq
yahan jis ko log
ek baichani se hab se
dil per hai meray chai
meri in aankhon ne bhi
neend apni gawai
meri khuli aankhon mein
pyar ke sapney ab sajety jaate hai
jis tarf bhi hum nazar daale
bus,aap hi aap nazar aatey hai
kaise tumerahy
aur kareeb hum aae
kaise tum ko khush rekhey
bus yehi soch ker
raaten apni bitatay hai
har pal hai tum per nazar hamari
ab nazro se door kahan tum jaatey ho
daar hai tumko nazar na legay
yehi sochker chupchap tumarhi
nazar hum utarey jaatay hai
tum milo to yeh boleygey
tum milo to woh boleygey
missaley bus ab yeh teri
rooj hum dhoondey jaatay hai
per saameny jab tum aatey hoo
hosh humeray gum ho jaatay hai
saameny tum hi reho humray
bus maam hi maan yehi hum sochey jaatey hai
suntey hai
kehay thay log
maznoo tahy sab se deewana
per ab legtaa hai
ab badalne wala hai yeh passana
aab sab se ooper aayega
deewano mein yeh tera deewana.....

No comments: